Internet ki Speed Ko Kaise Check Kare Uski Puri Jankaari Hindi Me



Internet ki speed ko hum jadatar youtube se check karte hai.Kisi video ko upload karke uski speed ka pata lagate hai.Ya phir webpage se file download kar ke bhi speed check karte hai.In sab ke bawojud hame shi speed nahi pata chal pati hai.To aaiye hum kuch website ki baat karte hai jo internet ki speed pata karne me hamre madat karegi.Ye website kuch he samay me aap ko maujuda speed bata degi.Ye website aapke computer se aapke server me kuch data bhejti hai or usme lagne wale samay ko ankit karti hai.


Jankaari Net Ki Image
Jankaari Net Ki


Speedtest


Ye kafi tez or simple website hai speedtest.net Is website ko open karte he graphicske saat speed test buttom dekhta hai.Ye website apki IP or internet service denewali company ki jankaari deti hai.Or saat he snajdiki server se speed test karti hai.Ie website android or iphone par bhi use kar sakte hai.play store ko fast kaise kare



Speedoff

Speedoff ye ek aisa tool hai jiske lie flash player ya java ki jarurat nahi hoti hai.Ye tool html-5 par kaam karta hai.Html-5 hone ke wajah se ye kisi bh browser me aasani se kaam karega.Isse mobile par bhi use kia ja sakta hai.

Speedtest.in


Ye website bahut he simple hai.Isse aasani se use kia ja sakta hai.Bsis site ko aap open kare Bitch me START SPEED TEST ka option milega bs us par click karde.Click karte he kuch he second me aap ko apki internet ki speed bata degi.Best SEO Tip's






Internet ki Speed Ko Kaise Check Kare Uski Puri Jankaari Hindi Me Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Anonymous

 

Top