Gamil Se Unread Email Ko Ek Saat Delete Kaise Kare Uski Puri Jankaari






 Aaj har koi internet use karta hai.Sabhi chahte hai ek aise trick ho jisse hamara time bache.Internet me bahut se aise trick hai,jinki madat se hum apna bahut saara time bacha sakte hai.
Gamil kitna popular hai ye batane ki jarurat nahi hai.Aaj har koi apna account gmail par he banata hai.Gmail bahut he aacha or use karne me aasan bhi hai. Aaj hum janege kaise apne email se unread mail ko ek trick me delete kare.

Jankaari Net Ki Image
Jankaarinetki

Hamare email par bahut saare unwanted mail aate rahte hai.Jinhe kabhi hum khol kar bhi nahi dekhte.Or wo hamare mail ka data bahut jada use karte hai.Gmail hame srif 15GB data deta hai.Isse jada data use karne ke lie 100Gb tak ke lie $1.99/month or 1TB tak ke lie $9.99/month dene padte hai.


Jankaari Net Ki Image
Jankaarinetki







Follow This Step:

1.Apna gmail id open kare.

2.Search box me in:inbox is:unread type kare.

3.Ab aapke samne unreade email khul jayegi.

4.Ab unread email ko select kare.

5.Delete par click karde.

Is tarah aap ka unread email inbox se delete ho gya hai.Is se aap ke time ki bhi bachat hai.

Is tarah aap apne unwanted mail ko block bhi kar skate hai.Bs aap email ke setting me ja kar fliter par click kare.Phir create a new fliter select kare.Or jis mail ko aap block karna chahte hai waha add kare or save karde.Isse apke block kie hue mail nahi aayege.Fliter ka option Gmail,Yahoo,Rediffmail etc sabhi email address par rahata hai.



Gamil Se Unread Email Ko Ek Saat Delete Kaise Kare Uski Puri Jankaari Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Anonymous

 

Top