Webiste ke lie SEO friendly image bahut he jaruri hota hai.Isse hamare image bhi google search me aati hai.Is lie seo friendly image ke jarurat padti ha.!image 1000word ke barabar hoti hai.Har post me kam se kam ek image to hona he chahiye.Image ke jariye hum bahut bata sakte hai.
Image par click kare phir propertiesoption me click kare.Ek popup page khulega.
Usme Title Text me image ka jo title hai wo daale.
Seo friendly image kaise banaye
Google me search karne par ho humme bahut saare image mil jate hai,jinki humme darkar hoti hai.Lakin google se image copy karke hum apne blog ya website par nahi laga sakte.Wo copy right ho jayegi.Or isse hara adsense account approve nahi hoga or agar approve hai to wo block ho jayega.
Ye kuch site hai jaha se aap free image copy kar sakte hai.Copy karne ke bad image me kuch change karde,jaise image me apne site ka url daal de ya site ka naam daal de.Taki aapki daali huai image ko koi or use na kar sake or nahe wo copy image kahalayegi.
stockfreeimages
stockfreeimages
Image ko kaise design karke upload kare
Image save karne se pahele image ka naam jarur likhe.
Image par click kare phir propertiesoption me click kare.Ek popup page khulega.
Usme Title Text me image ka jo title hai wo daale.
Alt text me apni image ke baare me likhe or OK ki buttom daba kr save karde.
Image upload karne se pahele apne computer me image ka size select karle.Phir image upload karte samay uski size ko medium ya large kar sakte hai.