Facebook Like Box Blog Ke Lie Kaise Banaye



Facebook like box blog ko promote karne ke lie bahut he jaruri hai.Jis tarh hum social media weiget use karte hai ussi tarah facebook like box ka bhi use hai.Isse hamare visitor badne ke bhi chances bad jate hai.Jab koi visitor aap ke blog par aata hai or jab usko aap ka blog pasand aata hai to wo usse facebook par follow karne lagta hai.Ab jab bhi aap koi new post daal ke facebook par share karoge to aap ke visitor jo ki aap ke facebook page ko follo karte hoge aap ki site par jarur aayege.Isse aap ka traffic bhi badega.Social Media Widget Add Kare Blog Me

Jankaari Net Ki Image
Like Box




Facebook like box kaise banaye:

Follow this step:

Is code ko copy kare.

a

********ki agah apne facebook ka user name daale.


https://www.facebook.com/jankaarinetki?ref=bookmarks

Aap dekh sakte hai mere facebook page ka name.Is me red colour me jo likha hai waha aap ka facebook page ka name hoga.Ye name number me bhi ho sakta hai.*******ki jaha ye red(apne facebook ka name daale) me jo name hai ye likhana hai.





Blogger.com par jaye dashboard ke layuot me jaye.

Jankaari Net Ki Image


1.Layout me click kare.

2.Add a gadget me jaye

3.Ek popup page khulega waha

4.Html select kare.



Jankaari Net Ki Image


1.Code ko html me past kare.

2.Save kar de.

Title me kuch likha chaahe to likh sakte hai.Na likhe to aacha rahega.

Ab aap apne blog me dekh sakte hai aap ka facebook like box add ho gya hai.Ab jab bhi aap koi new post daalo apne facebook me us post ko jarur share karo.isse aap ke visitor badege.Koi problem hoto comment box me comment  kare.






Facebook Like Box Blog Ke Lie Kaise Banaye Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Anonymous

 

Top