Internet par bahut saare site hai.Har ek site me aapko contact us page dekhega.Contact us page me site ke admin ki detail or ek form hota hai.Jab koi site ke admin se contact kana chahta hai to is contact form se kar sakta hai.
Aap Jankaari Net Ki Contact Us Page Dekhe.
Aap Jankaari Net Ki Contact Us Page Dekhe.
Contact Us page kyu jaruri hai:
Contact us kisi bhi website ya blog ke lie bahut he jaruri hai.Jab koi visitor site ke onwer se contact karna chahe or site par contact us page na ho to wo visitor dubara humari site par visit nahi karta isse hamare blog ka traffic kam hone lagta hai.Adsence approve kare
Contact us page static or daynamic dono me bana sakte hai.Pahele mai aap ko bata du static or daynmic page hota kya hai.
Jis page ko hum read kar sakte hain usse Static page kahete hai.Or jis page me hum kuch likh sakte hai usse daynamic page kahete hai.
Aap ko agar html ki code aati hai to aap new page me ja kar html me code ko daal kar page bana sakte hai.Ya phir google par search kare contact us form or waha se aap form bana kar blog me add kar sakte hai.
Ye step ko follo kar ke bhi aap contact us form bana sakte hai.
Follow This Step:
Is code ko copy kare.