Microsoft office word me yu to hum bahut saare kaam karte hai. Jaise Resume banana,Article likhana,Fourm banana etc.
Word Count Kaise Kare
Jis word ko count karna hai pahele use select karle.
Word select karne ke bad Alt+T ke saat W dabaye.
Image aache se dekhe.
Page Select Karna
Hum Microsoft word me kaam karte hai to kabhi kabhi 1se jada page banate hai.Manlo hum 15page banaye hai.Usme se humme kisi page me kuch changes karna ho (1page se 10page par jana ho)ya phir kuch add karna ho to humme ek ek page hote hue us page par jana padta hai.
Isse aacha hum direct us page par ja kar add ya changes kar sakte hai.
Jaise humne word select kia thik use tarh
Is image ko dekhe
Niche page ka option hai uaha click kare.
Ek popup page khulega.
Us me enter page number me jis page par jana hai wo page no.enter kare or next ki buttom select kare.
Note:
Word ki size ko badana ya ghatana hoto
Badane ki lie Ctrl+] or Ghata ne ke lie Ctrl+[ dabay.