Slow connection me Fast internet is tarh paaye.
Cache kya hai
Jab kabhi hum internet par koi webpage open karte hai to wo computer ki hard disk me save ho jata
hai.Aisa islie hota hai taki dubara webpage open kare to wo aasani se khul jaye.Is tarah har baar website ki jankaari humare computer ke hard dsk par save hti jati hai.Jis se hamara internet slow ho jata hai or humme browsing kare me problem hoti hai.Is lie hamme time to time cache ko delete karte rahna chahiye.

Cache clear nahi karne se ek badi problem ho jati hai.Jab kabhi hum internet use karte hai to hamare dwara khole gaye browser ko computer save kar leta hai.Agar hamare bad us system ko koi use kare to wah aasani se ye jan sakta hai ki hamne internet par kab or kya kia.
Cookies or Cache ko clear kaise kare.
Crome Browser ke right site Wrench par click kare waha More Tools par click kare waha clear browsing data par click kare ek popup page khulega.Waha Obliterate the following items from ke bagal me jo option hai usme the beginning of time select kare.Uske bad niche Clear browsing data par click karde.Ab aap ka browser histroy delete ho gya.